Kehti hain tere pyaar ki mujhse kahaaniyaan

This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Blog Day :

4700 Post No. : 16395

“Pyaar Ki Manzil”(1950) was directed by Keki Mistry for Superteam Federal Productions, Bombay. The movie had Munawwar Sultana, Rehman, Gope, Kamal, Pratima devi, Ramesh Sinha, Seeta Bose, Niranjan Sharma, Jankidas, Roohi, Devaskar, Fazloo, Bheemji, Maqbool, Hari Bhai, Altaf etc in it.

The movie had ten songs in it. Six songs have been covered in the past.

Here is the seventh song from “Pyaar Ki Manzil”(1950) to appear in the blog. The song is sung by S D Batish. Shewan Rizvi is the lyricist. Music is composed by Husnlal Bhagatram.

Only the audio of the song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of the song.

Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.

Audio link:

Song-Kehti hain tere pyaaar ki mujhse kahaaniyaan (Pyaar Ki Manzil) (1950) Singer-S D Batish, Lyrics-Shewan Rizvi, MD-Husnlal Bhagatram

Lyrics(Provided by Prakashchandra)

kehti hain tere pyaar ki
mujhse kahaaniyaan
kehti hain tere pyaar ki
mujhse kahaaniyaan aan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan
barbaad hoke reh gayeen
donon jawaaniyaan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan

daaman bahaar kaa mere haathon se chhut gayaa aaa
chaman mera lut gayaa aa aa
mera lut gayaa
daaman bahaar kaa mere haathon se chhut gayaa aaa
chaman mera lut gayaa aa aa
mera lutt gayaa
dil se lagaaye baithhaa hoon teri nishaaniyaan
dil se lagaaye baithhaa hoon teri nishaaniyaan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan

taarey wohi hain chaand wohi wohi raat hai
magar gham ki baat hai ae
gham ki baat hai
taarey wohi hain chaand wohi wohi raat hai
magar gham ki baat hai ae
gham ki baat hai
ek tu naheen jo tujhse kahoon ye kahaaniyaan
ek tu naheen jo tujhse kahoon ye kahaaniyaan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan

guzrey huye dinon ko main aawaaz doon kahaan
miltaa nahin nishaan aan
milta nahin nishaan
guzrey huye dinon ko main aawaaz doon kahaan
miltaa nahin nishaan aan
milta nahin nishaan
aa jaa ke keh rahaa hoon main
teri kahaaniyaan
aa jaa ke keh rahaa hoon main
teri kahaaniyaan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan
teri nishaaniyaan aan
teri nishaaniyaan



source https://atulsongaday.me/2021/05/31/kehti-hain-tere-pyaar-ki-mujhse-kahaaniyaan/

from Latest News pz10.com https://ift.tt/3fxYsvd


from https://lyricsjohal.blogspot.com/2021/05/kehti-hain-tere-pyaar-ki-mujhse.html Kehti hain tere pyaar ki mujhse kahaaniyaan
Loading...