Har dard ki dawaa hai Muhammad ke shahar mein

This article is written by nahm, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a contributor to this blog. This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Blog Day :

4683 Post No. : 16365

This post has been a long time in preparation. I was not able to concentrate on this one due to many reasons. The holy month of Ramadan is a factor in this, and also other things.

I will start with a happy news. I am happy to share that the almighty Allah (SWT) has blessed us with a grand daughter earlier this month. So that’s another degree under my belt i.e. of a grandmother. At the time of my daughter’s marriage, a dear friend gave me this idea of having a new degree i.e. of a mother-in-law. I like the concept of gradual increase in degrees, with these important and happy steps in life.

It is not as if the granddaughter has kept me so busy, the pandemic has deprived me of my being a hands-on-grandmother, so far. United Kingdom also put India under the red list w.e.f 23.04.2021, so we are stranded here till things improve and have to get darshan of the new family member on video calls. I had a visa ready when the UK government made the decision on the 20th of April. But with all those high net-worth people from India clamouring to enter UK before the deadline, we had no chance.

Now we reach the serious matter of the pandemic. When the first wave was still on in India in 2020, I heard from the relatives abroad, that no one believes the data coming out of india. I would tell them, there may be some discrepancies in figures, but if there are lines outside the hospitals, morgues, crematoria and graveyardes, like the visuals coming from USA and some European countries, it would be difficult to hide. I would say, mercifully we in India were spared from witnessing such situation, which the experts around the world were predicting for India. And the first wave was spaced out, so the caseload on the medical health infrastructure was by and large managed, which reduced the death toll, for daily, weekly and monthly figures. The medical fraternity and health workers around the world have been grappling with this once a century occurrence, for more than a year now and understandably, are exhausted, fatigued. They include doctors from my family in India and abroad. My sister’s son is a covid warrior currently working in a private hospital in Mumbai. My son also has worked in Covid war rooms established by the BMC in Mumbai.

But the second wave in 2021 has not been so merciful. The virus as we all know does not discriminate, all humans are equally susceptible to it. Only the daily reported death tolls are surpassing the worst case-scenarios predicted by the experts in 2020. Our data compilation abilities being what they are, the situation is grim, very grim especially in the north, Central and Eastern India. The southern states, and Maharashtra have coped well with the second wave. But this is no reason for triumphalism with the situation being what it is in the rest of the country.

All denials, prevarication, perception, need for positivity is besides the point. The costs of human lives being lost is always the highest. This has far surpassed any mass casualty events in the last 2 centuries. All the wars, genocides, the riots, terror attacks pale in comparison to the sheer nos. being affected. It is no exaggeration when it is said, that everyone among us has lost someone dear or knows someone who has. I have lost two near family members and know a few more people who have lost immediate family members.

I also know of some such instances where close members within a community have formed groups of volunteers of medicos and non-medicos, helping the people deal with the problems of sickness, getting medical advice and help, quarantine, and treatment and even final rites of family members if need be. One such group is actively helping people in Belgaum.

This is not the end of the story, as the virus is here to stay and keeps mutating in different ways. Frequent hand washing, social distancing and wearing a medical mask(properly) at all times, are the only ways of disease prevention. The developed countries of the world, with scientific temperament, have already dealt with their second wave, had well planned strategy for the vaccine roll out before the end of 2020. Some of these scientific minds working for the developed countries are of Indian origin, part of the brain drain over the last 50 years. Even then there is no shortage of virologists and epidemiologist in our country.

I have tried to keep abreast of the pandemic related news and happenings around the world also. So I was very happy to learn that the vaccine developed at Oxford University is to be manufactured by SII, Pune. I saw part of an interview that the SII CEO gave to a TV channel in a whatsapp forward in October 2020, where he talked about the manufacturing costs, capacity of the plant and his plans of stockpiling and exporting of the vaccine. I did comment, how this person needs to export vaccine, with the limited capacity of manufacturing the no. of units per month. This, despite the world’s second largest consumer market being at his doorstep. Presumably, he had export orders in hand, so was revealing his plans for export to the world market. He spoke out of assurance about his product and it being in demand the world over. I was able to see all this, and I am not an expert in anything.

Then in January 2021 after the vaccination drive began in India, I read a newspaper article analysing the vaccination process, which said that at the current rate of manufacture and vaccine administering, it will take close to 8 years to vaccinate the whole population. Now with the ramped-up production with the amount advance given by the Govt of India in April 2021, to both the vaccine manufacturers in India, it will still take around three years to vaccinate the 70-75% of indian population, required for herd immunity.

So it does not appear realistic to believe that the indian manufactured vaccines are going to suffice. Foreign vaccines are needed to increase the vaccination speed so that maximum population can be vaccinated in smaller frame of time.

I have also heard it said that we are a huge population. Yes we have a huge population, everyone knows it. If 50-60 % of the population can vote in a 2-3 phase elections all over the country, they can be vaccinated in 4-6 vaccinated in a similar way. It is a matter of priorities. If we prioritise public health, good education and quality of life for all, as the matter of utmost importance, then it is an achievable target. Remember, when we started in 1947, we were short of many things, even food shortages and femines were a regular occurrence. As we became sufficient in food requirements and other essentials basic needs in the late 80’s and 90’s, the focus should have shifted to next essentials such as health facilites and good affordable education. In 2006, while in a personal discussion with a few colleagues, I had elaborated this point in detail as to how the public imagination was hijacked from essential matters, and the country was kept to the level of what it was in the 90’s.

The world at large is worried to see the situation in India. The virus and Pandemic don’t respect borders. India is such a large economy that things going bad in India have repercussions for global economy. As I said in a post last year, where I wrote about the pandemic, it has negative impact on micro economics the world over, not affecting as such on the macro economic level. A part of such micro economic strata is within the indian middle class, of which appx. 10 crore people are said to have gone below poverty line in the last one year.

The month of Ramadan is coming to an end, today. The last 10 days of the month are for asking forgiveness from Allah (swt). The devout and the not so devout the world over have been asking for the mercy of Almighty and asking forgiveness of intentional and not intentional, sins, aberrations, bad conduct and deeds, even as small an act as hurting a soul.

The qawwali I am presenting is a 30 minute, long rendition in the traditional naatiya qawwali format. When I read the news of Farid Sabri of Sabri brothers(Jaipur)’s demise, I thought I would prepare a post of one of his qawwali’s. I tried, but could not find one a truly inspiring one. There is one filmy qawwali by him, which I have plans to post sometime.

Then suddenly the crisis of supply of medical oxygen was the big news, with that came the news that Kingdom of Saudi Arabia is sending 80 MT of liquid oxygen to India to assist in the humanitarian crisis. The social media got flooded with clips of the news and this qawwali’s line in the background:

Har dard ki dawaa hai
Mohammed ke shehar mein

I have always known this qawwali, and it is famous one, but I had never seriously listened to it. When I found the qawwali rendition it was a later recording in a studio rendered by Aslam Sabri. Aslam Sabri seems to have sung songs/qawwali in a few films. I was not able to find any connection between him and the famous Sabri brothers of Pakistan, the first family of qawwal’s or to the Sabri brothers of Jaipur.

The qawwali is an expression of the great love and affection that followers of Islam have for the Prophet (pbuh). His beloved and loved city of Madinah and the Prophet’s masjid i. e. Masjid-e-Nabvi, is the focal point of this qawwali. In the extremities of these emotions, it is perhaps traditional or acceptable to go over the top or exaggerate beyond belief system.

About the two holy cities of Makkah and Madinah, the Harmain sharif, are the most visited sites on the face of this earth. At any given time through the year, these places are visited by 30 to 40 lakh people. The visitors arrive for ‘Umrah’ pilgrimage anytime in the year and ‘Hajj’ in the month of Zil-hajj. For the past 15 months, the govt. of Saudi Arabia, has stopped issuing Visa’s for the pilgrimages. This has caused a huge drop in business for the International Airline industry and hospitality industry. Any person connected with these business’s at the international or global level can verify the facts.

Only local citizens or may be expats are permitting to perform Hajj and Umrah. In the history it is the first time that devotees from other parts of the world could not perform Hajj in 2020. This year hopefully, the authorities will allow fully vaccinated people to perform Hajj 2021, while following the COVID protocol and SOP’s. I have visited the sites twice, but never in the month of Ramadan, which I have heard from those who have, is a special time to spend in Makkah and Madinah. It has been two low keys Ramadan’s now for these holy sites. We have been seeing photos and video’s of how the Harmain Sharif is observing the Covid protocols since last year, with very few people. Even the performing of the Salah(namaz) is with people standing 6 feet apart. The namaz in congregation is usually on the ‘fard’ for 2-5 minutes or longer, 10 minutes or so, if the longer surah is recited. In the Islamic faith, the believers stand shoulder to shoulder in a row. This signifies a basic tenet of Islam, where all humans are equal in eyes of Almighty.

Ek hi saff mein khade ho gaye mehmood-o-ayaz
Na koyi banda raha na koyi banda nawaaz

So said ‘Iqbal’, describing how the powerful and the weak of this world are standing shoulder to shoulder in a row for Salah.

This has been an example of how the religion of Islam adopts to the changing situations. The Hadith i. e. traditions of the Prophet(pbuh) also contain examples of how the protocol prescribed by the physicians at the time of spread of infectious diseases are to be followed at all costs. So that’s what the Harmain Sharif’s management and the Kingdom of Saudi Arabia, who are the custodians of the two holy Masajid, have done. This is the way followers of Islamic faith have tried to cope with the changed circumstances, the world over.

We in India, will be celebrating ‘Eid ul fitr’ on 14th of May, whereas the world over, in UK and Australia etc., it being observed on 13th of May, in accordance with the sighting of new moon in Saudi Arabia. The muslims of Kerela also follow the Gulf schedule. Now who ever has seen the world map or has a geographical sense of how the sun, moon and earth rotate and know that India lies in between the continent of Australia and Europe. This is because the Ulema’s in the many part of India have been very particular about following of the technicalities relating to the date and month, in the lunar calender. So we started Ramadhan a day later than most other parts of the world, also Eid is a day later.

Eid Mubarak everyone. May Allah (swt) keep all of us safe and healthy, in his hifz o amaan, and may he grant us the sa’adat of witnessing, praying in, and fasting in the next Ramadan.


Song-Har dard ki dawaa hai Muhammad ke shahar mein (Haji Aslam Sabri qawwaali)(2014) Singer-Haji Aslam Sabri, MD-Md Tahir

Lyrics

ae ae ae ae
ae ae ae ae
de re na
ae ae ae
aaaaa aaaaaaa
aaaaaa

jab mera jazb-e-junoon
auj ka zeena hogaa
jab mera jazb-e-junoon
auj ka zeena hogaa
phailne aur simatne ka
qareena hogaa

ya madine mein samaa jaayegi
saari ee ee duniyaa
ya aa aa zamaane mein madinaa hi madinaa hogaa

ya nabi aap ke
jalwon mein wo ra’anaayi hai
ya nabi aap ke
jalwon mein wo ra’anaayi hai
dekhne par bhi meri aankh
tamannaayi hai
haq ta’alaa bhi kareem
aur Muhammad bhi kareem
do kareemon ne gunaahgaar ki banaayi hai

Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
kyun aa ke ro rahaa hai
Muhommad ke shehar mein ae ae
kyun aa ke ro rahaa hai
Muhammad ke shehar mein ae ae
kyun aa ke ro rahaa hai
Muhommad ke shehar mein ae
har dard ki dawaa hai dawaa
har dard ki dawaa hai
Muhommad ke shehar mein
har dard ki dawaa hai
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

dukh dard-o-alam gham kat-te hain
dukh dard-o-alam gham kat-te hain
dukh dard-o-alam gham kat-te hain
hasnain ke sadqe bant-te hain
Muhommad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

Kuchh aisi bheed lag jaati hai
Shah-e-deen ke rauze par
Hawaa ko raasta mushkil se miltaa hai
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

aaa aaaa aa aa
ghamon se jab bhi tabeeyat
malool hoti hai
to shaad kaam banaam-e-rasool hoti hai
ho jis duaa mein Muhammad ka waasta shaamil
huzoor-e-haq wo yaqeenan qubool hoti hai ae ae
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

hawaayen bhi adab ke saathh chalti hain
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

haathh mein tasbeen baghal mein musallah
haathh mein tasbeen baghal mein musallah
lab pe jaari Allah Allah
lab pe jaari Allah Allah
kehti hui pahunchi bait-ul-llah
kehti hui pahunchi bait-ul-llah
aur pukaari aye mere Allah
aur pukaari aye mere Allah
tu gadha ko jo nawaaze
to shehenshah bane ae
aur yateemon ko jo chaahe ae ae
to payambar kar de
aye mere Allah

to awaaz aayi
pagli…
mere parde mein wehdat ke siwaa kya hai
ja jo tujhe lena hai le
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

Duaaon ma multaji hoon
yeh chaar misre jo pesh kar raha hoon
ye sun kar mere haq mein bhi duaa karen
ke aisa ho jaaye

mere baare mein kuchh
irshaad kiya jaayegaa aa
mere baare mein kuchh
irshaad kiya jaayegaa aa
dil-e-nashaad ko phir shaad kiya jaayegaa
main ye ummeed lagaaye huye
baithhaa hoon huzoor
ek baar aur mujhe yaad kiya jaayegaa
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein
Muhammad ke shehar mein

aao gunaahgaaron
chalo sar ke bal chalen aen
aao gunaahgaaron
chalo sar ke bal chalen aen
aao gunaahgaaron
chalo sar ke bal chalen aen
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen en
haan chalo sar ke bal chalen en
chalo sar ke bal chalen en
chalo chaloo
sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen

waja pesh kar raha hoon
samaat farmaayen

wahaan sar jhukaate hain auliyaa
wahaan sar jhukaate hain auliyaa
wahaan sar jhukaate hain auliyaa
wahaan paaon rakhna rawaa nahin
chalo sar ke bal chalen ea
chalo sar ke bal chalen ea
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen
naazaan hai jis pe husn
wo husn-e-rasool hai
yeh kehkashan to
aap ke qadmon ki dhool hai
ae reh rawaan-e-shauq
chalo sar ke bal chalen en
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen

begaana-e-irfaan ko
haqueeqat ki khabar kya
jo aap se waaqif na ho
wo ehl-e-nazar kya
manzoor-e-nazar kaun huaa
iss ki khabar kyaa
wo fazl pe aa jaaye to phir
a’iyb-o-hunar kya
kaamil ko dar-e-yaar ke sajdon se na roko o
qurbaan jahaan dil ho wahaan qeemat-e-sar kya
chalo sar ke bal chalen en
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen
chalo sar ke bal chalen

aao gunaahgaaron
chalo sar ke bal chalen en
aao gunaahgaaron
chalo sar ke bal chalen en
aao gunaahgaaron
chalo sar ke bal chalen en
tauba ka dar khulaa hai
tauba ka dar khulaa hai
Muhammed ke shehar mein
tauba ka dar khulaa hai
Muhammed ke shehar mein
tauba ka dar khulaa hai
Muhammed ke shehar mein
tauba ka dar khulaa hai
Muhammed ke shehar mein

qadmon ne unn ke khaak ko
kundan banaa diyaa aa
qadmon ne unn ke khaak ko
kundan banaa diyaa aa
qadmon ne unn ke khaak ko
kundan banaa diyaa aa

Allama Iqbal ka nazraana-e-aqeedat
Sarkar ke
qadam-e-mubarak
ki roshni mein

teri nigaah se zarre bhi meher o maah bane
gadaaye besar-o-samaan jahaan panaah bane
huzoor hi ke karam ne mujhe tassalli di
huzoor hi mere gham pe meri panaah bane

zamaana vazdo kunaa ab bhi unn ke tauq mein hai ae

gaar-e-hira se muraad hai
zamaana vazdo kunaa ab bhi unn ke tauq mein hai
jo koh a dasht kabhi teri jalwaagaah bane
wahi maqaam muhobbat ki jalwaagaah bane
jahaan jahaan se wo guzre jahaan jahaan pahunche ae
qadmon ne unn ke khaak ko
kundan banaa diyaa aa
qadmon ne unn ke khaak ko
kundan banaa diyaa aa
qadmon ne unn ke khaak ko
kundan banaa diyaa aa aa
mitti bhi keemiyaa hai
mitti bhi keemiyaa hai
Muhammed ke shehar mein
mitti bhi keemiyaa hai
Muhammed ke shehar mein
mitti bhi keemiyaa hai
Muhammed ke shehar mein
mitti bhi keemiyaa hai
Muhammed ke shehar mein

sadqaa lutaa raha hai
khudaa unn ke naam kaa aa
sadqaa lutaa raha hai
khudaa unn ke naam kaa aa
sadqaa lutaa raha hai
khudaa unn ke naam kaa aa
sonaa nikal rahaa hai
sonaa nikal rahaa hai
Muhammed ke shehar mein
sonaa nikal rahaa hai
Muhammed ke shehar mein
sonaa nikal rahaa hai
Muhammed ke shehar mein
sonaa nikal rahaa hai
Muhammed ke shehar mein

sab to jhuke hain
khaana-e-kaabaa ke saamne ae ae
sab to jhuke hain
khaana-e-kaabaa ke saamne ae ae
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa

(maulana ahmed razzak allah barelvi rahmatullah ….ka nazraana e aqeedat
aur sufi bismil baba ?? hilaali ka nazraana e aqeedat jam kar raha hoon is misre par samaat farmaayen )

haajiyon aao shehnshaah ka rauza dekho
kaaba to dekh chuke kaabe ka kaabaa dekho oo
madinaa woh hai ke kaabaa bhi sajdaa kartaa hai ae
kaabaa khud taibaa ki jaanib jhuktaa lagta hai ae
kaabe ka kaaba sarkar ka rauza lagtaa hai ae
phool gulaab ka aap ke chehre jaisa lagta hai ae
aur chamaktaa chaand nabi ka talwa lagtaa hai ae
sab to jhuke hain
khaana-e-kaabaa ke saamne ae
sab to jhuke hain
khaana-e-kaabaa ke saamne ae
sab to jhuke hain
khaana-e-kaabaa ke saamne ae
kaabaa jhukaa huaa hai
kaaba jhukaa huaa hai
muhammed ke shehar mein
kaaba jhukaa huaa hai
muhammed ke shehar mein
kaaba jhukaa huaa hai
muhammed ke shehar mein
kaaba jhukaa huaa hai
muhammed ke shehar mein

aaaa aaaa
aaaa aaaa
aaaa aaaa
aaaa aaaa

saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee
saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi
aa aa aa aa aa
saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee ee

samaeen-e-ikram
Aslam sabri
ba-chashm-e-khud
dekh chuka hai

saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee ee
khinchaa kuchh
is niraali shaan se
naqsha Muhammad ka aa
ke naqqash-e-azal bhi hogayaa
shaidaa Muhammed kaa
koyi kya dekhtaa aks-e-qad-e-baala
Muhammed ka
Saraapa noor wo qaamat-e-zebaa
Muhammed ka
Isi ba’ayis nazar aata na thha
Saaya Muhammed ka aa
saaya nahin hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee ee
saaya nahin hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee ee

main tujhe a’alam-e-ashya’a mein bhi paa leta hoon
log kehte hain ke hai a’alam-e-baalaa teraa
ek baar aur bhi hazrat ne falasteen diyaa
raasta dekhti hai masjid-e-aqsaa teraa
poore qad se main khadaa hoon ye karam hai teraa
mujh ko jhukne nahin detaa hai sahaara teraa
log kehte hain ke saaya tere paikar ka na thha
main to kehtaa hoon jahaan bhar pe hai saaya teraa
yehaan tak shauq-e-deedar-e-nabi thha haq taalaa ko o
toone bhejaa yehan waan rakh liyaa saaya

saaya nahin hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee
saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi
saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi ee
zindaa ye ma’ujzaa
ma’ujzaa
zindaa ye ma’ujzaa hai
Muhammed ke Shehar mein ae
zindaa ye ma’ujzaa hai
Muhammed ke Shehar mein
zindaa ye ma’ujzaa hai
Muhammed ke Shehar mein
zindaa ye ma’ujzaa hai
Muhammed ke Shehar mein

Dhoondha khuda ko dhoondhne
waalon ne har jagah
Dhoondha khuda ko dhoondhne
Waalon ne har jagah
Dhoondha khuda ko dhoondhne
waalon ne har jagah
lekin khudaa milaa hai milaa
lekin khuda milaa hai
Muhammed ke Shehar mein
lekin khudaa milaa hai
Muhammed ke Shehar mein
lekin khudaa milaa hai
Muhammed ke Shehar mein
lekin khudaa milaa hai
Muhammed ke Shehar mein

(hazraat
kuchh nayaa ashaar pesh kar raha hoon)

Khudaa azal se huaa aisa mubtala’a-e-rasool
Ke kaayenaat ko paida kiya baraa-e-rasool
Dilon ko bhaa gayi kuchh iss tarah adaa-e-rasool
Ke jaan-o-dil se sahaba huye fida-e-rasool
Dil-o-nigaah ki duniyaa pe aise chhaaye rasool
ke kaiynaat ki har shai mein jagmagaaye rasool
Agar huzoor na hote to kuchh nahin hotaa
Ye kaiynaat banaayi gayi baraa-e-rasool
Maloon jabeen pe basaaun main apni aankhon mein
Mile naseeb se mujh ko jo khaak-e-paa-e-rasool
Muhammed ke Shehar mein
Muhammed ke Shehar mein
Muhammed ke Shehar mein
Muhammed ke Shehar mein

(hazraat
sufi bismil baba ka ye nazraana jo aapne
peshtar suna
ye nazraana bhi unhin ne pesh kiya hai
Aslam Sabri ki aawaaz mein khuloosh(??) se sunen)

Baab-e-asar khula hai Mohammed ke Shehar mein
Maqbool har duaa hai Mohammed ke shehar mein
Khushiyon ka dar khula hai Mohammed ke Shehar mein
Kyun ghamzada khada hai Mohammed ke Shehar mein

dhokha fareb
ye sher tavajjuh(??) ka aamil hai
jo log baargaahe risaalat mein haaziri ka ?? haasil kar chuke hain
wo gawaah hain
jo pesh kar rahaa hoon ??
Dhoka fareb jhoot dagha aur kalaam-e-bad
koyi na jaanta hai Mohammed ke Shehar mein

behre salaam aate hain har dam malaaye kaa (??)
behre salaam aate hain har dam malaaye kaa (??)
behre salaam aate hain har dam malaaye kaa (??)
Jaari yeh silsilaa hai
Jaari yeh silsilaa hai Mohammed ke Shehar mein
Jaari yeh silsilaa hai Mohammed ke Shehar mein
Jaari yeh silsilaa hai Mohammed ke Shehar mein
Jaari yeh silsilaa hai Mohammed ke Shehar mein

(samaat farmaayen
kuchh naye ashaar pesh kar rahaa hoon)

Har subaha khushnumaa hai Mohammed ke Shehar mein
Har shaam dilrubaa hai Mohammed ke Shehar mein
Dil ka sukoon
rooh ki taskeen
nazar ka noor,
Bikhra hua pada hai Mohammed ke Shehar mein

(ye sher bahut pasand hai mujhe)

Allah re yeh masjid-e-nabwi ki raunaqen
Allah re yeh masjid-e-nabwi ki raunaqen
Jannat ka dar khula hai Mohammed ke Shehar mein
Har zakhm ke liye yehaan marham hai dastiyaab
Har zakhm ke liye yehaan marham hai dastiyaab
Har dard ki dawaa hai Mohammed ke Shehar mein
balke yoon kahoon ki
Har zakhm ke liye yehan marham hai dastiyaab
Har dard khud dawaa hai Mohammed ke Shehar mein
Iss sar zameen ke khaar bhi phoolon se kam nahin
Kaanta bhi gulnuma hai Mohammed ke Shehar mein
Duniya mein uss ne dekh li jannat ba-chashm-e-khud
Jo reh ke aa gayaa hai Mohammed ke Shehar mein

(agla sher sunen)

Shehar-e-nabi ki hadd ka ta’ayyun mahaal hai ae
Shehar-e-nabi ki hadd ka ta’ayyun mahaal hai ae
Shehar-e-nabi ki hadd ka ta’ayyun mahaal hai ae
A’alam basaa huaa hai
A’alam basaa huaa hai Mohammed ke Shehar mein
A’alam basaa huaa hai Mohammed ke Shehar mein
A’alam basaa huaa hai Mohammed ke Shehar mein
A’alam basaa huaa hai Mohammed ke Shehar mein

Be-parda sab ke saamne chamka khudaa ka noor
Abu jehl phir bhi dekh na paaya khudaa ka noor
Arsh-e-bareen se kam nahin taiba ki sar zameen
Khud jis ki god mein khud simat aaya khudaa ka noor
Taarif kya bayaan ho jamaal-e-rasool ki
Shakl-e-bashar mein wo hain saraapa khudaa ka noor

Ae raaz tu to hind mein maujood hai magar
Deen aa ke padh rahaa hai Mohammed ke shehar mein
Main kya kahoon ke kya hai Mohammed ke Shehar mein
Be-pardaa khud khudaa hai Mohammed ke Shehar mein

Aslam wo din bhi aaye ke sab log yeh kahen ea
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Aaaa aaaaaa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Aaaa aaaaaa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Aaaa aaaaaa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Aaaa aaaaaa
ni sa sa re sa
sa ni sa sa re sa
ni sa sa re sa
sa ni sa sa re sa
Aaaa aaaaaa
ni sa sa re sa
sa ni sa sa re sa
aa aa aa aani sa sa re sa
sa ni sa sa re sa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
ni sa re ma pa ni
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
pa ma pa ma re ma
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
sa re ni sa pa ni pa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
re sa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
yaa habeeb
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
ya mustafa
Bismil bhi jaa rahaa hai Mohammed ke Shehar mein
ya mustafa



source https://atulsongaday.me/2021/05/14/har-dard-ki-dawaa-hai-muhammad-ke-shahar-mein/

from Latest News pz10.com https://ift.tt/3tLGd9s


from https://lyricsjohal.blogspot.com/2021/05/har-dard-ki-dawaa-hai-muhammad-ke.html Har dard ki dawaa hai Muhammad ke shahar mein
Loading...